Thursday, 16 June 2011

wo ab bhi paraya na hua,,,,,,,,,

rahat-e dard khabhi hamse gujara na hua,
  fhir kisi our ka bhi hamko sahara na hua .

kya kahin dekha he kisne hum jesa nasib,
  jis ko bhi chaha kabhi wohi hamara na hua .

tum jise yar bhulane ki bat karte ho,
  mujhse to saqs wo ab bhi paraya na hua,

wo samajh paye nehi dil ki dhadkano ko kabhi,
  our ikrar khabhi hum se duwara na hua,

jo eithbar tere wade ka kiya tha khabhi,
  phir uske bad kabhi to e sabera na hua .......

No comments:

Post a Comment