dard dil se juda nehin hota ,
mehrban kyu khuda nehin hota.
mana ke ishq se dar lagta he,
har koi bewafa nehin hota.
bure halat hote hen aksar,
admi to bura nehin hota.
yun kasam barha na khaya karo,
wada tumse pura nehin hota.
sanam pehle ke pehle khuda,
hamse a faishla nehi hota.
mehrban kyu khuda nehin hota.
mana ke ishq se dar lagta he,
har koi bewafa nehin hota.
bure halat hote hen aksar,
admi to bura nehin hota.
yun kasam barha na khaya karo,
wada tumse pura nehin hota.
sanam pehle ke pehle khuda,
hamse a faishla nehi hota.
No comments:
Post a Comment