tumhari har aada janleba,
in akhon ki haya janleba.
ke hon jese phulon ki barkha,
a hoton ki sapha janleba.
a mana sansh lena he jaruri,
magar tum bin hawa janleba.
wo bewafa hen hamko sukun he,
haye unki wafa janleba.
na kuch bhi ishq sa hasin jahan me,
na kuch is ke siba janleba.
in akhon ki haya janleba.
ke hon jese phulon ki barkha,
a hoton ki sapha janleba.
a mana sansh lena he jaruri,
magar tum bin hawa janleba.
wo bewafa hen hamko sukun he,
haye unki wafa janleba.
na kuch bhi ishq sa hasin jahan me,
na kuch is ke siba janleba.
No comments:
Post a Comment